DATE SHEET | SHAANN Jul 15, 2022 https://www.youtube.com/watch?v=Eu0UyvP6hxU
Datesheet is about series of socio-political events we've gone through. it tries to highlight the current scenario a minority is facing.
Maanga humne haqq
Toh mili hame chargsheet
Jhoothi FIR
gharwalo ke sath maar peet
Fir daal diya jail mein
Jama poonji, himmat , umar
Teeno nikli bail mein
mujhe malum mere gunehgar kaun
Ye jo log baithe maun, majority ke !
Aur poora system shamil khel mein
Sansad mein behki batein
Jaise ye piye hue
Hosho havash mein bole
Usse uapa
Main musalman
jhank dard ankhon mein
Lash meri sasti
Meri qabar bikti lakhon mein
Laga de hate speech
saalon se chalti yahi reet
Imtehan mere sabr ka
Toh le aya main datesheet
Laafani khayalat
Hum marte kisi teer se nhi
Quam ki awaz
Mureedi political peer se nhi
Lene hain vote
Toh aa seedhe seedhe baat karein
Chahe Sauda jaan ka kr
Mere zameer ka nhi
Jb tk tha vote bank
Sabne kheecha apni taraf
Ghar pr bulldozer chal gye
na nikla ek bhi haraf
Bole hamare liye
That's so sweet
Hum pitt rhe the sadko
Voh kr rhe the tweet
And they call themselves as opposition
par baithe chain se
there's no automation
chhodo kursi Rehn de
Aur kuchh jo bole
unpe raid ED ki
Aise hisaab Maange
Jaise Ammi Eidi ki
Media biki sali
Sach bhi nhi deti
Drame ki lag gyi aadat
Janta fuck bhi nhi deti
Real issues ko
Andhbhakti karein
Chatein leaders k shoes ki
Desh k gaddaro ko
Goli maro salo ko
Bulwao jai shree ram
In topi dadhi waalo ko
Voh bola kapdo se pechan lo
Tu sunke bola ,great speech !
Abbe chomu
Yahi toh hoti
asli hate speech
Yahi hoti hate speech
saalon se chalti yahi reet
Imtehan mere sabr ka
Toh le aya main datesheet
